Wednesday 22 February 2012

50 Outclass Poetry

1.
wohi huwa na bicharne pe baat aa pohnchi
tujhe kaha tha na purane hisaab rehne dy

2.
 Saaf Bachnely Ga Wo Bala Ka Zahain hey Ali.
Muhabbat Chuur daiga Kismat ka Bhana kar k !


3.
hijr ki raat guzarti hi nahi
waqt ki ankh lagi ho jaise


4.
Bedard Zamane Ka Bahana Sa Bana Kar
Hum Toot Ke Rote Hain Teri Yaad Me Aksar


5.
Aur se Aur Hotay ja rahay ho.....
Qabil e Ghaur Hotay ja rahay ho ..


6.
Pehlay Kabi dunia se M0habbat nahe Mangi..
Ye Qehat teray Hijar k d0raan para hai !


7.
Likha Rakha Hai Ehd E Tark E Ulfat
Magar Dil Dast-Khat Karta Nahi Hai.


8.
MOHABT To Barish Hai,Jise,Chone Ki Khwahish Me,Hatheliyan
To Geeli Ho Jati Hain, Mgar,"Hath''Hamesha Khali Hi Rehte Hain,,,


9.
Meri Be-Ikhtiyariyaan Tum Ko Yah Ikhtiyar Deti Hai

Ke Jab Chaho Bichar Jaana , Jab Chaho Bhula Dena..............!!


10.
Usko ankhon k dareeche se juda kaisay karoon,,
Wo meri zaat k har pehlu se bayaan hota hai


11.
wohi huwa na bicharne pe baat aa pohnchi
tujhe kaha tha na purane hisaab rehne dy


12.
Bedard Zamane Ka Bahana Sa Bana Kar
Hum Toot Ke Rote Hain Teri Yaad Me Aksar


13.
Wo silsilay wo shouq wo nisbat nahi rahi,
Is zindagi main hijr ki wehshat nahi rahi..

Phir yun hua k koi shanasa nahi raha,
Phir yun hua k dard main shiddat nahi rahi..

Phir yun hua k hogaya masroof wo bohat,
Phir humko yaad karne ki fursat nahi rahi..


14.
Yeh mojaza bhi mohabbat kabhi dikhaye mujhey,
K sang tujh pe girey aur zakhm aye mujhey..

Woh mera dost hai sarey jahan ko hai maloom ,
Daga karey woh kisi se to sharm aye mujhey..

Woh mahrbaan hai to ikraar ku nahi karta,
Woh badguman hai to sau baar aazmaye mujhey ..

Wohi to sab se zeyada hai kareeb mere,
Jo muskara k hamesha galey lagaye mujhey..

Berang uud milegi usey meri khushbo,
Woh jab bhi chahey barey shouq se jalaye mujhey..

Main apni zaat main nilam ho raha houn "Khalid "
Gham hayat se kah do khareed laye mujhey…


15.
‎"Agar Chorna bhi chaho to mumkin Jawaz rakhna.
"Hum be-waja sazaein boht kaat chuke hyn.


16.
Socha Usay To Ham Ne Naa Milne Ki Thaan Li..

Dekha Usay To Saray Bahanay Badal Diye


17.
Bewafai ka dukh nahi hai mujhy
.
“§aGar”
.
Bus kuch log Aaisy thy jin se Umedain bohät theen.


18.
Ji bher ke tadap lene de unhe, reh reh ke unko jalne de,
Aye shama ki lou, ye parwane, ik raat ke mehma hote hain..


19.
usi shakhs ne
haan! usi shakhs ne
main ne jis pe jeewan waar diya
mujhe haar diya.........
mujhe haar diya.........


20.
mera da'awa bhi meri tarah jhoota nikla
main bhi kehta tha bichra to mar jaonga


21.
Sirf Ik Baar Apne Honton Se Mujhe Apna Keh Do,
Phir Mehfil Mein Raqeebon Ka Tamasha Dekho...!!!


22.
meri deewangi pe is qadar hairan hote ho......??
mera nuqsan to dekho muhabat gumshudah meri


23.
Itna to rula diya hota k ansoo he chalak atay

Palko mai rukey huwe aanso ka dard saha nai jata..


24.
Ae Zindagi Khatm Kar ab Ye Yadoon K Silsilay . .
Mein Thak Sa Gaya Hoon mere dil ka khuda hafiz. ..!


25.
Nahi Malum Kab Se Hai, Ta'lluq Tum Se Ye Apna
Tumhara Aqs Tha Dil Me Tumhare Naam Se Pehle...!!


26.
Wo Aik Pal , Jab wo Bichhra Tha

Ussi Pal Pe ZINDGI Thehr Si Gai . .


27.
♥♥ Paani Mein Aks Dekh Ke Khush Ho Rahi Thi Mein...♥♥
♥♥ Patthar Kisi Ne Pheka To Manzar Badal Gaya........♥♥


28.
Jee bhr k dekhoon tjhy' agr tuj ko gwara ho,
Be-taab meri nzren hoon' Or chehra tmhara ho,
Jaan ki fikr ho' na zmany ki prwa,
Ek tera pyar ho jo bs hmara ho.


29.
Arzoo-e-Dil Ne Hamay Diwana Bana Dia,

Royay Na Thay Kabhi uS Nay hAMe Rula Dia,

Hum Nay To Her Waqat Yad Kia uSay Lakin,

uS Nay nA-jane kIon Yad Kartay Kartay Zamana Laga Dia....


30.
Na janey wo bachpan ki Ameeri kahan gai

jab paani mein hamarey bhi Jahaaz chala kartey they


31.
Bohat thay mere bi is jahaa main apnay.....!


Phr Ishq hua aur hum La Waris ho gaye.....! :((


32.
hain piyar un ko hum se. itna to yaqeen hain hamen
wo inkar bhi kare to ankhe sath nahi deti


33.
hum ye nahi kehte ki koi unke liye dua na maange...
bus itna chahte hai koi unko dua main na maange....


34.
Uss ko maloom hay, ke uss bin hum toot jate hain,
Phr kiun wo azmaata hy hum ko, bichar bichar kar


35.
had-e-takmeel ko pohnchi teri ra'naai-e-husn
jo kasar thi woh mita di hai teri angra'ai ne...


36.
Kuch to bat hai uski fitrat mein
Faraz,
wrna use chahne ki khta br br na krte..


37.
ko-e-mehboob main hoga kahin masroof-e-tawaf
dil agar seeney main hota to dharakta hota........


38.
lutf-e-dozakh bhi lutf-e-janat bhi
haaye! kya cheez hai mohabat bhi


39.
hum ja rahe hain wahan jahan dil ki qadar ho
tum bethe raho ab apni adaa'en liye howey


40.
Rakh Hosla Woh Manzar bhi Ayega
Pyase k pas Chal k Samandar b Aye ga
Thak kr na BAith Ay Manzil k Musafir
Manzil b mile gi or milne ka MAza b aye ga


41.
Mohlat De Kar Maarta Hai,

Ishq Ajeeb Shikaari Hai...!


42.
be-hisi ki dunya main do sawal mere bhi
kis tarah jiya jaye kis liye jiya jaye........?


43.
Do Chaar Lafz Pyar Ke Le Kar Main Kya Karoon,

Deni Hy To Wafa Ki Mukammal Kitaab Do...?


44.
Mera wajood sirf meri Mohabbat sey hai,,,
Mujhey ghuroor bohat apni Mohabbat pey hai,,
Ki hai aik shaks sey Mohabbat main nay Be'panah,,
or meri zindagi ka sukoon sirf meri mohabbat sey hai,,
Mujhey chahatey honge or bhi log bohat,,
Magar mujh ko Mohabbat sirf apni Mohabbat sey hai,,


45.
Wo Jo nikalta hai roz meri talaash mein
Khud b zinda louta nhi mere ghar se wapis kbhi


46.
Chalay jaen gay tujhy tere haal pe chorh kar,,,,
moshin
qadar kya hoti hai tujhy waqt sikha day ga..


47.
husn k................ be-hijab hone tak
hum bhi shamil the jeene walo main


48.
us ne phir se salam bheja hai
phir kisi se bigar gai ho gi.....


49.
hum tujhe bholne ka sochain gy
jab kabhi dil pe ikhtiyar howa


50.
Yeh Aaine na de sakainge tujhe teri hussn ki tabeer

Dekh meri Ankhon main Tu kitna hasseen hai


No comments:

Post a Comment